hi this aey aar this is my first story please read it will post the next part only if you give good comment.I am an educated boy from a decent family looking for decent, safe, secret, open relationship……so first we will meet in a public place, if both of us are ok…. to go ahead… then we will decide accordingly lets explore life and have fun…..i m sure u would love 2 b with me and won’t regret on spending time with me……so what say…. have fun than mail me
us din kuchh achchha nahi lag raha tha. Subah se hi mann mein bharipanlag raha tha. Aise hi alsaai huyi apne room mein soyi padi thi. Kaamkarne mein jee nahin lag raha tha. Tabhi gully mein shor hone laga. Apnepalang se uthkar baramde ki khidki se gully mein jhankne lagi.
Mohan Babu ke makan ke saamne bheed ekkathi ho rahi thi. Kya hua hogasochkar apni aankhein unke gate per gada di. Bheed mein fusfusahat horahi thi. Tabhi khidki ke saamne se ek aadmi gujra to usse puchh liya,“Aare bhaiya, kya ho gaya?”
Aadmi ne chalte-chalte jawab diya, “Kisi ne Mohan Babu ko chaaku maardiya.”
Yeh sunkar main darr gayi. Din-dahade gulli me hatya. Uff! Kya ho gayahai iss duniya ko. Mohan Babu se hamare gharwalon ki jamti nahi thi. Abgharwale kaun? Ek mera marad aur doosri mein. Abhi teen-chaar din pahlehi mere marad, Shyaam, ka jhagda Mohan Babu se kuchh len- den ko lekarho gaya tha. Lekin isse kya? Aakhir gully mein kisi ki hatya ho tohbura toh lagta hi hai.
Main mann hi mann darr rahi thi. Soch rahi thi ki Shyaam jaldi gharaajaye to achchha hai. Lekin unhe to shaam ko hi aana tha. Doosre gaongaye huye the. Aisa hi bol kar subah jaldi nikal gaye the.
Thodi der baad wapas khidki khol kar Mohan Babu ke ghar ki aur jhankatoh dekha aadmi toh jyada nahi the balki 6-7 police wale jaroor khadethe. Ab hatya huyi hai toh police wale toh aayenge hi. Tabhi dekha 3- 4policewale mere ghar ki taraf aa rahe hai. Mera mann aur kharab honelaga. Police wale mere ghar ki taraf kyon aa rahe hai? Main jhat se khidkiband karke wapas apne kamre ki taraf badhne lagi.
Doosre pal hi darwaaja peetne ki aawaj aane lagi. Main jhat se kamre kijagah apne ghar ke main darwaaje ki taraf badh gayi aur gate khol diya.Police wale dhaddhadate huye ghar mein ghus gaye.
Maine hakbakakar unse poochha, “Aare ye kya kar rahe ho?”
Ek police wala kadakti awaj mein poochha, “Shyaam kidhar hai?”
Maine wapas poochha, “Kya kaam hai mere marad se?”
Tabhi doosra police wala dahada, “Saali, hamse poochhati hai kya kaamhai? Kidhar chhupa kar rakha hai apne marad ko?”
Main sahamkar boli, “Wo toh ghar par nahi hai. Doosre gaon gaye huyehai. Shaam ko aayenge?”
Tabhi usne kathorta se poochha, “Saali, ghar mein chhupa kar rakha haiaur bolti hai ki nahin hai. Bata kidhar chhupaya hai.”
“Saheb main jhoot nahin bol rahi hoon. Wo toh subah se hi gaye huyehai. Lekin baat kya hai?”
Tabhi tisre police wale ne kaha, “Tera marad shyam hai na?”
Jawab mein maine apna sir haan mein hila diya.
“Saale ne Mohan ka khoon kiya hai.”
Mere upar mano pahad gir gaya. Lekin sambhalte huye boli, “Kaise saheb?Wo to subah se hi yahan nahi hai.”
“Kaise nahi hai. Bahar kayi logon ne use abhi thodi der pahle hi usebhagte huye dekha hai. Wo koi jhoot nahin bol rahe hain.”
Meri toh aawaj hi band ho gayi. Tabhi ek police wala poora ghardoondhne ke baad bola, “Idhar toh Shyaam nahi hai. Lagta hai saala bhaaggaya.”
Toh doosre police wale ne usse kaha, “Jaa saheb ko bata kar aa.”
Main chup-chaap jameen per baith gayi aur rone lagi. Viswash hi nahi horaha tha. Jaroor kisi ne apna badla nikalne ke liye jhooth-mooth policewale ko kah diya hoga. Shyaam ke saath meri shaadi ko sirf 6 mahine hihuye the. Inn 6 mahino mein hamne khoob maza kiya. 3-4 mahine tak tohwo ghar se bahar bahut hi kam waqt ke liye bahar niklta tha. Hum donodin-raat bister per, kitchen mein, bathroom mein aur yahan tak ki aangnemein maza loot te rahte the. Waqt kab ka nikal gaya samjh mein hi nahinaaya. Lekin aaj..
Shyaam 25 saal ka ek gabroo jawaan tha. Kasrati badan aur thoda saanwlerang ka lekin majboot marad tha. Bistar per uska koi jawab hi nahi tha.Uska hathiyaar bhi uske badan jaisa moosal aur lamba-mota. Mere bittebhar se bada aur meri kalai se aadha. Uske sath byaah hone ke baad meinapne pure jeewan ko bhul chuki thi.
Haan. Main shaadi hone ke pahle apne do-teen doston se yaari kar baithithi. Aur unke saath humbistar bhi. Lekin Shyaam se shaadi hone ke baadmaine kabhi bhi unko yaad nahin kiya. Ab jo kuchh bhi tha toh wohShyaam hi tha.
Shyaam aur mere purane yaron ki nazron me main gori chithi haseengudiya thi. Mere lambe-lambe baal, mere gore-gore gaal, mere madmust hoth,mere anar jaise kadak santre ki size ke mumme, bhari huyi jhanghe. Aisahi kahte the woh sub. Aur main apni prasansa sunkar phoola nahi samatithi.
Tabhi thanedaar ki kadakti huyi awaz ne mujhe jaga diya, “Kahan haiuski bibi?” Mujh per nazar padte hi uski aankhein mere jism per giddh kiankhon jaise chipak gayi.
Tabhi mujhe ek police wale ne pakad kar khada kar diya aur bola, “Yehihai uski bibi.”
Thanedaar mere jism ko taulta huwa bola, “Kahan hai Shyaam?”
Maine sahmte huye kaha, “Mujhe nahi maloom. Woh toh subah se bahar gayehuye hai.”
“Bata de warna mujhe aur bhi tareeke aate hai.” Thanedaar ne garajtihuyi awaaz mein poochha.
Main chup-chaap khadi rahi. Bahar bheed dekh kar thanedaar ne aur tohkuchh nahi bola lekin main mehshoosh kar rahi thi uski nazron ko apnejism mein dhanste huye. Thaanedaar apne aadmiyon ko kuchh batane laga aurmujhe ghoorte huye bahar chala gaya.
Shaam ki 4-5 baj gayi. Police party apne thaane chali gayi. Maine chainki saans li. Lekin raat ko 8-8.30 baje phir ek police wala aaya. MujhseShyaam ke baare mein poochhne laga. Maine na mein jawab diya.
“Aise kaise ho sakta hai. Tu subah bol rahi thi na ki woh shaam kowapas aayega. Ab toh raat ho chuki hai,” Police wale ne poochha.
“Unhone subah aisa hi kaha tha,” maine jawab diya.
“Lagta hai tu aise nahi manegi. Ab tere se haath-laat se baat karnipadegi,” Usne ghudkte huye kaha.
Meri dhuk-dhuk badhne lagi. Mujhe Shyaam per gussa aa rha tha. Ab taknahi aaya. Gully main ek khoon ho gaya aur bibi ghar mein akeli. Lekinuska koi pata hi nahi. Tabhi phir socha. Usse kya maloom ki hatya hogayi hai. Agar maloom hota toh dopahar mein hi nahi aajata. Kya usne hihatya…
“Saali ko thane le chal,” Policewala apne sathi se kaha. “Saheb ne kahahai agar Shyaam nahi milta to uski bibi ko thaane lekar aana.”
Next part will be posted tomorrow